Main Agar Kahoon
If I Say …
لو أقول
>>>>>>>>>>>>>>>>>
Tum ko paaya hai to jaise khoya hoon
Since I got you I feel like I am lost
منذ أن حصلت عليك أشعر بأني ضائع
Kehna chaahoo bhi to tumse kya kahoon
Even if I wished to I wouldn’t know what to say
حتى لو أردت أن أقول، ماذا أقول لك
Tum ko paaya hai to jaise khoya hoon
Kehna chaahoo bhi to tumse kya kahoon
Kisi zubaan mein bhi woh lafz hi nahi
No tongue has the words
ولا لسان لديه الكلمات
Ke jin mein tum ho, kya tumhe bataasakoon
Which would describe you, what can I say
التي تستطيع أن تصفك، ماذا أستطيع أن أقول
Main agar kahoon tumsa haseen
If I say a beauty like you
إذا قلت أن جميلة مثلك
Kayanaat mein nahi hai kaheen
Cannot be found in all the land
لا يمكن أن توجد في كل الأراضي
Taareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
This complement is, truthfully, nothing
هذا المدح بالحقيقة هو لا شيء
Tum ko paaya hai to jaise khoya hoon
Shokhiyon mein doobi yeh adaayein
Dipped in colors your looks
مغموس بالالوان، مظهرك
Chehre se dhalki huwi hain
are hidden in your face
مخفي في وجهك
Zulf ki ghani ghani ghatayein
The clouds of your tresses
الغيوم التي من خصلات شعرك
Shaan se dhalki huwi hain
Fall down with pride
تسقط بفخر
Lehraata aanchal hai jaise baadal
The end of your saree flows in the wind like a cloud
طرف الساري يطير في الهواء مثل الغيمة
Baahon mein bhari hai jaise chandni
In your arms is the moonlight
في ذراعيك ضوء القمر
Roop ki chandni
The moonlight of your face
ضوء وجهك
Main agar kahoon yeh dilkasheen
If I say this splendor of yours
إذا قلت أن بهاؤك هذا
Hai nahin kaheen na hogi kabhi
Is not anywhere, nor ever will be
لا يوجد بأي مكان، و لن يكون يوجد
Taareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tum ko paaya hai to jaise khoya hoon
Tum huwe meherbaan
Since you are present
منذ أن حضرت
Toh hain yeh daastaan
Only then is there this story
وجدت هذه القصة
Tum huwe meherbaan
Toh hain yeh daastaan
Ab tumhaara mera ek hai kaarwaan
You and I are one together
أنا و أنت كشخص واحد
Tum jahaan main wahaan
wherever you are, I am there
أينما تكون أنت، أنا هناك
Main agar kahoon humsafar meri
If I say, my lover forever,
إذا قلت يا رفيقة دربي
Apsara ho tum ya koi pari
That you are heaven-sent or are some kind of fairy
أنك هبة من السماء أو جنية
Taareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Kehna chaahoo bhi to tumse kya kahoon
Kisi zubaan mein bhi woh lafz hi nahi
Ke jin mein tum ho, kya tumhe bataasakoon
Main agar kahoon tumsa haseen
Kayanaat mein nahi hai kaheen
Taareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
__________________
ThE PoWeR Of KiNg
|