Hadh Se Jyada Sanam (Sad
Dil ka armaan thi, tu meri jaan thi
Tu meri zindagi, meri pehchaan thi
Tune dil tod ke, barbaad kiya
Barbaad kiya, barbaad kiya
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2
Tera gham sataaye, meri jaan jalaaye
Ye dard-e-judaai, ab saha na jaaye
Ab saha na jaaye
Tera gham sataaye, meri jaan jalaaye
Ye dard-e-judaai, ab saha na jaaye
Tune jeena mera, dushwaar kiya -2
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2
Dil ka armaan thi, tu meri jaan thi
Tu meri zindagi, meri pehchaan thi
Tune dil tod ke, barbaad kiya
Barbaad kiya, barbaad kiya
__________________
Tere Liye Tere Liye Hum Hain Jiyeh, Honthon Ko Siye Tere Liye Hum Hain Jiyeh, Har Aansoo Piye
|